Photostream

Saturday, November 21, 2020

LUDO : Aabaad_Barbaad,Abhishek B,Aditya

 

Ludo | Aabaad Barbaad

Movie :- LUDO 

Song :- DIL JULAHA

Cast :- Abhishek B ,Aditya K, Rajkummar R

Singer :- Darshan Raval

Music :- Pritam

You can download the mp3 song by following link

Download mp3

LYRICS OF Aabaad Barbaad

❤❤❤❤

AABAD BARBAAD LYRICS

Ya to barbaad kar do

Ya to barbaad kar do
Ya phir aabaad kar do
Ya to barbaad kar do
Ya phir aabaad kar do

❤❤❤❤

Wo galat tha yeh sahi hai
Jhooth yeh aaj keh do

Itna ehsaan kar do
Itna ehsaan kar do
Poore armaan kar do

❤❤❤❤

Lab pe aakar jo ruke hain
Dhai wo harf keh do
Meri saanson se judi hai
Teri har saans keh do

❤❤❤❤

Mushqil aasaan kar do
Mushqil aasaan kar do
Ya to barbaad kar do
Ya phir aabaad kar do
Ya to barbaad kar do..

❤❤❤❤

Meetha sa yeh zehar
Main to peeta rahunga
Tu khuda na sahi
Main to sajde karunga

❤❤❤❤

Hmm..

❤❤❤❤

Meetha sa yeh zehar
Main to peeta rahunga
Tu khuda na sahi
Main to sajde karunga

Tum jo sheerin na huye kya
Humko farhaad kar do
Meri saanson se judi hai
Teri har saans keh do

❤❤❤❤

Mushqil aasaan kar do
Ya to barbaad kar do
Ya phir aabaad kar do
Ya to barbaad kar do..

❤❤❤❤

Khwabon ko jagah na mili aankhon mein
Wahaan pehle se hi sailaab tha
Nagme banaata fira saajo pe
Dil apna fatak mijraab thha

❤❤❤❤

Hmm..

❤❤❤❤

Khwabon ko jagah na mili aankhon mein
Wahaan pehle se hi sailaab tha
Nagme banaata fira saajo pe
Dil apna fatak mijraab thha

❤❤❤❤

Meri bejaan hasraton ko
Kaabile-daar kar do
Meri saanson se judi hai
Teri har saans keh do

❤❤❤❤

Itna ehsaan kar do
Itna ehsaan kar do
Poore armaan kar do

Ya to barbaad kar do
Ya phir aabaad kar do

Download song mp3